← Kembali
🎵

Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Album: Mohabbat Ke Kabil Na Mere Durasi: 4:50

Jinke Naamo Se Hoti Thi Meri Namaze

Jin Se Hote The Mere Subah Aur Raatein

Voh Aur Kisi Ki Gali Jaane Lage

Kya Aur Kahin Dil Lagane Lage

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya

Tumko Mana Khuda Kar Gaye Tum Judaa

Tumko Mana Khuda Kar Gaye Tum Judaa

Teri Judaai Se Pyaar Kiya

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya

Khud Ko Kosa Bohot Kya Thi Khata

Yun Bewajah Humko De Di Saza

Khushiyon Ki Tumhari

Thay Hum Wajah

Gairon Ke Sang Tumko Aata Maza

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya

Ek Aakhiri Paigaam Tere Naam Likhte Hai

Ishq Mein Mile Inaam Likhte Hai

Mohabbat To Aaj Bhi Hai Tujhse

Par Ishq Ka Maut Anjaam Likhte Hai

Voh Jaa Chuke Hain Door Tumse Ab Bhi Un Par Marte Ho

Ab Voh Gairon Ki Baahon Mein

Pyaar Unse Karte Ho

Yaad Kabhi Aayegi Humari

Laut Ke Tum Na Aana

Mar Jaaun Tumko Na Khabar Ho

Dhoondhunga Aisa Thikana

Tu Mohabbat Ke Kabil Na Mere

Fir Bhi Dil Ne Tera Intezar Kiya