🎵

Pari

Album: Pari Durasi: 3:16

Faasley yeh saare

Mujhse mita de

Baatey teri

Mujhko batadey

Kaandhey pei sar rakh ke

Tu roh lena

Tujhko sehlake

Main yeh kehdunga

Tu hai pari

Sabse juda

Tujhko jo paaya

Mila hai khuda

Tu hai junoon

Main hoon andhera

Tujhko jo paaya

Mila hai savera

Aaaaa

Aaaaa

Aaaaa

Aaaaa

Aaaaa

Aaaaa

Dil mei chupa ke

Kab tak rakhunga

Tu hai sitara

Kaise bhulunga

Bichad ke bhi hum tum

Aise judey hai

Janmo ka bandhan

Na toot paya

Tu roshni

Teri ada

Dekhe jo

Ho jaye fida

Tu hai haseen

Teri fiza

Sab kuch gawa ke

Kuch na mila

Aaaaa

Aaaaa

Aaaaa

Kya

Tu hai pari

Badla tera andaaz

Jal chuka hai

Jhoota naqaab

Jaan chuka hoon

Saari woh baatey

Khul chuka hai

Tera woh raaz