🎵

Parinaam

Album: Parinaam Durasi: 2:16

Tu tu tu zara door-ich rehna

Dil pe na ho parinaam

Baaki dekhe jaise dekhe

Main na hoon hairaan

Ye ho raha, ye ho raha

Samajh na yaar

Main toh gaya main toh gaya

Aisa hota pyaar

Tere bina mera dil nahi lagta

Dil nahi lagta yaar

Sab kuch bas feeka feeka lagta

Feeka feeka lagta na

Main toh gaya, kuch kar na saka

Pyaar ho gaya shaayad pyaar ho gaya

Chaina

Woh mere lutke le gayi

Usse khudko pata hai na

Main na

Tere bina kaise jiyu

Ab tu hi toh bata de na

Rehna

Oh tere bin ab hogaya hai mushkil jaanu na

Kehna

Oh tere mann mein jo baate ab mujhko bata dena