🎵

Paro

Album: Pyaar Ka Punchnama 2 (Original Motion Picture Soundtrack) Durasi: 4:27

Dilki machiney chalne lagi hain

Uski branded chaal dekh ke

Armaan kamine lazy the jo

Hain excited gaal dekh ke

Hmm.

Dil ki machiney chalne lagi hain

Uski branded chaal dekh ke

Armaan kamine lazy the jo

Hain excited gaal dekh ke

Utni ya itni, kudiyaan hai jitni

Peeche chod diyaa saa-ro ka

Famous kar do, panna panna bhar do

Likh likh ke akhbaaron ka

Dil aab yaaron ka

Ho gaya ab Paro ka

Dil aab yaaron ka

Ho gaya ab Paro ka(Paro in the town

Paro in the town

Cheemi chamkeeli badi zehreeli

Ankhiyon ka color brown)

Paro ka tattoo, cham cham karda

Piece hai diamond ka

Oye lakk tera soniye

Full on desi, nakhra England da

Paro ka tattoo, cham cham karda

Piece hai diamond ka

Oye lakk tera soniye

Full on desi, nakhra England da.

Thoda thoda break le

Ankhiyon mein dekh le

Fan hoon tere nazaaron ka haan.

Paara chad gaya, aur bigad gaya

Haalye dil kebimaaron ka(Dil ab, dil ab)

Dil ab yaaron ka

Ho gaya ab Paro ka

Dil ab yaaron ka

Ho gaya ab Paro ka