🎵

Pehli Baarish

Album: Pehli Baarish Durasi: 3:25

Haan ek phaans hain dil main

Alfaason ko mere

Cheerti hain wo

Gungunate jo

Ek khwaab haseen

Kyun Kho gaye hum yu

Baaton baaton main

Dhoondhte use

Jo hain kitaabon main

Ek khwaab haseen

Pehli baarishon ki tarah

Subah ki oas ki wajah

Wo ek khwaab tha jo haseen

Kho gaya hain kaheen

Main kaheen chala jaa raha

Na pata manzil kahaan

Khoya hu na jaane kabse

Hu talaash main us khwaab ke

Pehli baarishon ki tarah

Subah ki oas ki wajah

Wo ek khwaab tha jo haseen

Kho gaya hain kaheen