← Kembali
🎵

Pyar Diwana Hota Hai

Album: Pyar Diwana Hota Hai Durasi: 2:50

Suno, kisi shayar ne ye kaha bahut khoob

Mana kare duniya lekin, mere mehboob

Suno, kisi shayar ne ye kaha bahut khoob

Mana kare duniya lekin, mere mehboob

Woh chhalak jaata hai jo paimana hota hai

Har khushi se, har gham se, begana hota hai

Shama kahe, parwane se, "pare chala ja"

Meri tarah jal jaayega, yahan nahin aa

Shama kahe, parwane se, "pare chala ja"

Meri tarah jal jaayega, yahan nahin aa

Woh nahin sunta, usko jal jana hota hai

Har khushi se, har gham se begana hota hai

Pyaar deewana hota hai, mastana hota hai

Har khushi se, har gham se begana hota hai

Pyaar deewana hota hai, mastana hota hai

Har khushi se, har gham se begana hota hai