🎵

Ratiyaan

Album: Stay Vol. 1 Durasi: 2:28

Sahiba, kya dil ke bazaar mein

Aaj bhi, hai milti wafa?

Tu baahon mein samaye, tu chaahe nahi

Afwaon ki yeh chali hai hawa

Par maane na, mann mera

Katey na ratiyaan

Katey na ratiyaan

Qadar meri, hai kam nahi

Teri khushi mein gham sahi

Guroor hai sharam nahi

Toh kyun hai aankhein namm

Tere noor pe kaise yeh zubaan hai ruki

Samajh ke samajh na saka

Par maane na

Mann mera

Katey na ratiyaan

Samajh ke samajh na saka main kabhi

Samajh ke samajh na saka

Samajh ke samajh na saka main kabhi

Jazbaaton ke reh jaayenge nishaan

Haan

Par maane na

Mann mera

Katey na ratiyaan

Katey na ratiyaan