🎵
[00:17.42]Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
[00:24.12]Dooba main tujhmein toh kinara mil gaya
[00:31.03]🎵
[00:44.38]Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
[00:51.08]Zindagi ka pata dobara mil gaya
[00:58.10]Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya
[01:04.51]Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya
[01:11.56]Ghamzada, ghamzada, dil ye tha ghamzada
[01:18.63]Bin tere, bin tere dil ye tha ghamzada
[01:25.98]🎵
[02:07.06]Aaraam de tu mujhe, barson ka hoon main thaka
[02:13.52]Palkon mein raatein liye tere vaaste main jaga (main jaga)
[02:21.02]🎵
[02:27.45]Aaraam de tu mujhe, barson ka hoon main thaka
[02:34.25]Palkon mein raatein liye tere vaaste main jaga
[02:40.38]Mere har dard ki gehraai ko mehsoos karta hai tu
[02:47.47]Teri aankhon se gham, tera mujhe maaloom hone laga
[02:54.66]Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya
[03:01.17]Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya
[03:09.04]🎵
[03:22.76]Main raaz tujhse kahoon, humraaz ban ja zara
[03:29.32]Karni hai kuch guftagoo, alfaaz ban ja zara
[03:36.41]🎵
[03:43.21]Main raaz tujhse kahoon, humraaz ban ja zara
[03:49.85]Karni hai kuch guftagoo, alfaaz ban ja zara
[03:56.34]Juda jab se hua, tere bina khamosh rehta hoon main
[04:03.48]Labon ke paas aa, ab tu meri aawaaz ban ja zara
[04:10.15]Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya
[04:16.99]Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya
[04:23.92]Ghamzada, ghamzada, dil ye tha ghamzada
[04:30.88]Bin tere, bin tere dil ye tha ghamzada
[04:36.03]🎵