← Kembali
🎵

Saari Duniya Jalaa Denge

Album: B Praak Durasi: 3:02

Ho, baddlan ne meenh paaya ae

Ho, baddlan ne meenh paaya ae

Ho, jeehda intezaar si

Aaj Rabba ohi din aaya ae

Ho, jeehda intezaar si

Aaj Rabba ohi din aaya ae

Pada maut se paala mera

Ho, pada maut se paala mera

Ya aaj main rahunga

Ya saamne waala mera

Ya aaj main rahunga

Ya saamne waala mera

Yeh jalte sooraj se

Yeh tez hawa, haaye, yeh zamane se

Tere liye aayenge

Bachaayenge tujhe doob jaane se

Oh, rehna tere saath hai maine

Ho, chhoone tere haath hain maine

Ho, pooja teri karni hai

Har din-raat hai maine

Ho, yoon hi rone nahin doonga

Ho, yoon hi rone nahin doonga

Main jab tak zinda

Tujhe kuch hone nahin doonga

Oh, sab kuch hi mita denge

Oh, saare hosh ganwa denge

Agar tujhe ho gaya kuch

Saari duniya jala denge

Agar tujhe ho gaya kuch

Saari duniya jala denge