Kabhi kabhi aisa lage
Hum dono ki raahe taaron ne milaye
Par kabhi kabhi dar lage
Yeh pal kho na jaaye saath tujhe le jaaye
Humare yeh raste kabhi na yeh badle
Tujhse bas itna kahoon
Baatein karte raho yaadein bharte raho
Muskurakar yuhi mujhe pagal kaho
Main sataunga jo aake mujhse lado
Kal ko aaye pal aisa jo tum saath na ho
Toh teri yaadein banenge sahaare
Toh teri yaadein banenge sahaare
Tujhko khone ka hai dar kitna tu anjaan hai
Teri baaton ka dil pe kaisa yeh anjaam hai
Sang tere lamho mein ek sukoon sa ehsaas hai
Phir kyun sochu main baar baar ke dooriyan ab paas hai
Humare yeh raste kabhi na yeh badle
Tujhse bas itna kahoon
Baatein karte raho yaadein bharte raho
Muskurakar yuhi mujhe pagal kaho
Main sataunga jo aake mujhse lado
Kal ko aaye pal aisa jo tum saath na ho
Toh teri yaadein banenge sahaare
Toh teri yaadein banenge sahaare