🎵

Shartiya

Album: Shartiya Durasi: 3:05

Dekho dekho woh aaya subah ka karavaan

Baaton baaton mein pata raat ka na chala

Yeh chaand bhi baadalon ki chaadar oodhe so gaya

Inn do dilon mein, bheegi si kahaani kaise bo gaya

Yeh Shartiya Shartiya

Shartiya hai woh Subah

Hawaayein gunguna raheen

Teri meri kahaaniyaan

Yeh Shartiya Shartiya

Shartiya hai woh Subah

Hawaayein gunguna raheen

Teri meri kahaaniyaan

Pahaadon ke peeche ikk parinda hai gaa raha

Aee eaaron humko itna, maza hai kyun aa raha

Dekho dekho woh aaya subah ka karavaan

Raahein baahein woh, Manzil hai Dil jo... aapka

Yeh Chaand bhi baadalon ki chaadar oodhe so gaya

Inn do dilon mein, bheegi si kahaani kaise bo gaya

Yeh Shartiya Shartiya

Shartiya hai woh Subah

Hawaayein gunguna raheen

Teri meri kahaaniyaan

Yeh Shartiya Shartiya

Shartiya hai woh Subah

Hawaayein gunguna raheen

Teri meri kahaaniyaan