← Kembali
🎵

Sheeshmehal

Album: Sheeshmehal Durasi: 2:58
[00:05.43]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:11.49]Sochta hu zyada kaafi jaane kisse seekha
[00:13.94]Pyaar ka thikana na main na saga kisi ka
[00:16.12]Sab zamaane mein lage hue zamaana na kisi ka
[00:18.78]O chashma lagau tabhi dhua main udau
[00:21.30]Kabhi kabhi teri baaton ko bhi baaton se pataau
[00:23.11]Aaja tujhe bhi sikha du mantar
[00:25.61]Chalu datt kar
[00:26.72]Sadak ke beecho beech aa hun hagg kar
[00:28.42]Mila le mera haath
[00:30.10]Sadi ko bana du khaas
[00:31.40]Jo saleeka rehta mere paas na kisi ka bolu
[00:33.36]Jobhi meri marzi mera tareeka
[00:35.56]Haan mera tareeka
[00:37.04]Meri marzi mera tareeka
[00:38.32]Haan mera tareeka O
[00:39.48]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:41.11]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:43.52]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:46.05]Sochta hu zyada kaafi jaane
[00:48.34]Kaafi jaane
[00:49.22]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:50.86]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:53.18]Zindagi deewani main deewana zindagi ka
[00:55.83]Zindagi deewani main deewana
[00:57.86]I don't know
[00:59.35]Chalti kaise kismat
[01:00.60]Do you know
[01:02.23]Do you know
[01:03.96]Mujhse kya hai dikkat tum sabko
[01:06.57]I don't know
[01:08.36]Chalti kaise kismat do you know
[01:11.36]Do you
[01:12.91]Do you
[01:14.17]Do you
[01:17.03]Kya uss waqt sab sath the
[01:29.71]Jab chupte sab jazbaat the
[01:31.37]Jab kalam na rukte hath the
[01:33.26]Qisso mein sach halaat the
[01:35.93]Suno meri saari baatein hain puraani
[01:38.31]Main yuh dhundh ke laaya meri apni kahaani
[01:40.56]Jo bhi sach hai wo likha bas kehti ye syaahi
[01:42.81]Main jo karta bayaan hu ab apni zubaani
[01:45.27]Mujhe darr na kisi ka bas tujhse nibhaani
[01:47.52]Bas tujhme gaya yuh teri yaad na aani
[01:49.77]Mila maut se jaake meri kalam hi nishaani
[01:53.18]Tyaage praan jo maine meri khatam kahaani
[01:55.79]Kahaani meri khatam nhi hui
[01:58.47]Ye vaani abhi bhasam nhi hui
[01:59.81]Puraani baatein kalam nhi hui
[02:01.84]Nigaahe kaali safal nhi hui
[02:03.42]Rumaami raatein narak nhi hui
[02:05.12]Qisse mere maine likh ke piro diye
[02:07.29]Yuh gam ki syaahi mein ye kalam bhigo diye
[02:09.70]Qisse mere maine likh ke piro diye
[02:12.05]Yuh gam ki syaahi mein ye kalam bhigo diye
[02:14.75]Qisse mere maine likh ke piro diye
[02:17.15]Yuh gam ki syaahi mein ye kalam bhigo diye
[02:19.85]I don't know
[02:20.99]Chalti kaise kismat
[02:23.03]Do you know
[02:24.22]Do you know
[02:25.83]Mujhse kya hai dikkat tum sabko
[02:28.99]I don't know
[02:30.73]Chalti kaise kismat do you know
[02:33.50]Do you
[02:34.63]Do you
[02:36.03]Do you
[02:37.19]🎵