🎵

sirhaane.

Album: sirhaane. Durasi: 2:49
[00:16.28]Khwaab mere maine dekhe jo sirhaane the
[00:19.56]Paas mere ab toh baitha mai maikhaane mein
[00:23.34]Teri baaton ka hi nasha chadhta roz hai
[00:26.94]Ab jo mai jaagu toh tu baithi nahi sirhaane pe
[00:31.38]Khwaab mere maine dekhe jo sirhaane the
[00:35.05]Paas mere ab toh baitha mai maikhaane mein
[00:38.65]Teri baaton ka hi nasha chadhta roz hai
[00:42.38]Ab jo mai jaagu toh tu baithi nahi sirhaane pe
[00:46.72]Teri baatein dhundhu roz nahi milti hain
[00:50.11]Teri peeche jo mai bhaagu yaadein chilti hain
[00:54.12]It was always about you par tu samjhi nahi
[00:57.84]Ab mai hu rota roz raatein nahi kat ti hain
[01:01.57]Tu kyu mere baare mein soche na
[01:03.52]Mai tere liye hi toh jeeta hoon
[01:05.53]Ye khushi mai de paau tujhko hi
[01:07.53]Toh roz ghut gam ke mai peeta hoon
[01:09.52]Ab baarishein aati nahi yahaan
[01:11.67]Toh sukhe mein hi ab mai rehta hoon
[01:13.22]Tu puche ke hasta mai kyu nahi
[01:14.04]Tere diye hi uss gam ka nateeja hoon
[01:17.23]Baatein lakh man mein fir bhi chup hoon mai
[01:20.88]Ha log saare saamne fir bhi dhut hoon mai
[01:24.75]Nashe mein tere ab jo kehna mujhe kehne de
[01:28.59]Gar degi chot hi toh khoon mera behne de
[01:32.64]Marham na laga, ban na tu humnava
[01:36.39]Jab thi zaroorat teri, raahon mein de gai daga
[01:40.07]Shayad mai hi tha jhootha, ab toh mai hi hoon toota
[01:44.08]Shayad ye mere un karmo ka hi hai falsafa
[01:47.68]Khwaab mere maine dekhe jo sirhaane the
[01:51.71]Paas mere ab toh baitha mai maikhaane mein
[01:55.34]Teri baaton ka hi nasha chadhta roz hai
[01:58.78]Ab jo mai jaagu toh tu baithi nahi sirhaane pe
[02:03.56]Khwaab mere maine dekhe jo sirhaane the
[02:06.87]Paas mere ab toh baitha mai maikhaane mein
[02:10.82]Teri baaton ka hi nasha chadhta roz hai
[02:14.54]Ab jo mai jaagu toh tu baithi nahi sirhaane pe
[02:18.22]🎵