🎵

Tere Bina

Album: Tere Bina Durasi: 4:16

Tere bina jiya laage na

Tere bina jiya laage na

Furkat mein har dam

Aankhein yeh hain numm

Doori sahi yeh jaaye na

Ab kaise main jiyun

Kaise yeh ghamm likhun

Mujhko samajh mein aaye na

Tere bina jiya laage na haan

Tere bina jiya laage na

Subah to aati nahi

Tujhko leke kabhi

Bas main raahein hi takoon

Yaadon mein din yeh dhale

Kaise na dil yeh jale

Ab main to aahein hi bharoon

Palkon pe thehri yeh raatein

Hothon pe chup si baatein

Yeh ankahi bhi sun zara

Dil mera shor machaye

Manzar koyi na aaye

Tere bina ab oh saathiya

Tere bina jiya laage na haan

Tere bina jiya laage na

Laage na

Laage na

Laage na