🎵

Tere Bina

Album: Tere Bina Durasi: 2:57

Le jaa tu ghum tere

Hissey mein mere die

Kaise hain yeh silsiley

Kitne dil yeh tere kaabo mein hain

Na jaane tu awaazein meri

Khair ab sirf hote gile

Kyu tum humko mile

In raaston pe hum kyu gire

Chehre yeh juthe badee

Tutaa main toh kya hi hua

Jo hu is duniya se lapataa

Main jee lunga tere binaa

Muskaanein juthi teri

Khoke mujhko khair kya hi milaa

Chorh in raahon ko main chlaa

Main jee lunga tere bina

Juthe tere vaade

Kya tere iraade

Jaanu main toh saare

Kiske tu hawaley

Puchu sawaal main

Kya vo sb pyar tha

Kya yh malaal hai

Asfoos na hota tumhe

Ab roz na deta safaiyaan

Chahiye nai tere gawaiyan

Ab roz tu puche khudse

Na chahu main aur tujhe

Tum jaanisaar the

Tum hi toh pyar the

Tum hi kinaara

Ab lgta hai sab har gye

Meri iss kismat pe haste ho kyu

Na mera munafa kya mera kasoor

Main lga mitane ko mera wajood

Doobe doobe chaya kaisa suroor

Ankhon se meri na hatti ho kyu

Leke chli kaha meri tu rooh

Maikhanon khulte hain jaam

Hoti jb sham zubaan pe tera hi naam

Kal hi toh mile tha na

Phir aaj kyi hogye anjaan

Ab aake tu galaa yeh ghot de

Yeh dard na mujje tu aur de

Haan mera ab saya ab chorh de

Kisi din milenge ussi hi morh pe

Chehre yeh juthe badee

Tutaa main toh kya hi hua

Jo hu is duniya se lapataa

N jee lunga tere binaa

Muskaanein juthi teri

Khoke mujhko khair kya hi milaa

Chorh in raahon ko main chlaa

Main jee lunga tere bina