Tere Sang Yaara - Atif Aslam
Tere sang yaara Khush rang bahara Tu raat deewani Main zard sitara O tere sang yaara Khushrang bahara Tu raat deewani Main zard sitara Kahi kisi bhi gali mein jaaun main Teri khushbu se takraun main Har raat jo aata hai mujhe Woh khwab tu. O karam khudaya hai Tujhe maine jo paaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yara Khush rang bahara Tere bin ab toh Na jeena ganvara Sab kuch mere liye tere baad hai Sau baaton ki ik baat hai Main na jaunga kabhi tujhe chhod ke Yeh jaane le. O tere sang yaara Khush rang bahara Tu raat deewani Main zard sitara O tere sang yaara Khush rang bahara Main behta musafir Tu tehra kinara
Artist: Atif Aslam
Title: Tere Sang Yaara