Vaaste - Via Vallen
vaaste jaan bhi doon
main ganwa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doonbadle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannatein sach kahoon chhod doontumse zyada mein na jaanu
tumse khudko mein pehchanu
tumko bas mein apna maanu maahiyavaaste jaan bhi doon
main ganwa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doontere elawa koi bhi khwaaish
nahi hai baaki dil mein
kadam uthaoo jahan bhi jaaoon
tujhi se jaaun mil maintere elawa koi bhi khwaaish
nahi hai baaki dil mein
kadam uthaoo jahan bhi jaaoon
tujhi se jaaun mil maintumse zyada mein na jaanu
tumse khudko mein pehchanu
tumko bas mein apna maanu maahiyavaaste jaan bhi doon
main ganwa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doonbadle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannatein sach kahoon chhod doontu hi hai savera mera, tu hi hai kinaara mera
tu hi hai dariya mera, khuda ka zariya mera
tujhi se hota shuru ye mera kaarwa
tujhi pe jaake khatam ye mera saara jahaan