🎵
[00:11.93]Kal shaam se ek baat pe teri muskura raha hoon baar-baar main
[00:20.99]Baar-baar main
[00:24.39]Tere roz ke akhbaar mein kahin kho gaya chota sa ishtahaar main
[00:33.29]Baar-baar main
[00:36.16]Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
[00:42.87]Ye bayaan haaliya hai mera
[00:48.44]Na manzilon ka pata, na koi raasta hai
[00:54.84]Ye veham aashiyan hai mera
[00:59.32]🎵
[01:22.84]Tu ho saamne, mujhe thaam le, karta raha us pal ka intezaar main
[01:31.72]Baar-baar main
[01:35.28]Tujhe kya pata, hoon kis tarah, teri aarzoo mein baitha beqaraar main
[01:43.59]Mm, Baar-baar main
[01:46.90]Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
[01:53.34]Ye bayaan haaliya hai mera
[01:59.20]Aisa gunaah kya kiya hai, jo tujhe chaah liya hai
[02:05.67]Ye veham hi gawaah hai mera
[02:10.17]🎵
[02:20.66]Sheher ke soone shor se
[02:27.07]Hara-bhara hai andhera mera
[02:33.18]Yahaan pe, tu aur main ek hain
[02:39.23]Nahi hai kuch bhi tera-mera
[02:45.31]Aisa jahaan bana liya hai, jismein tujhe chhipa liya
[02:51.94]Ye veham hi makaan hai mera
[02:57.60]Maine veham paal liya hai, ke tujhe paa liya hai
[03:04.12]Ye bayaan haaliya hai mera
[03:10.33]Haal yeh hai mera
[03:16.54]Haal yeh hai mera
[03:21.75]🎵