🎵

Waqt

Album: Waqt Durasi: 2:48

Woh bolte ke time is the key

Karna chahta puri maa ki mein wish

Roz lagti life meri risk

Street wali zindagi nahi karta miss

Lagta tha paisa yeh kardega free

Woh jaante hai naam lekin

Jaante nahi bills

Jann-ni reality basti mein mil

Lera tha gulliyon mein mehlon ka feel

Mein laude pe fame rakhta

Kandhe pe zimmedari

Mujhe DM karri shawty dilli wali

Mujhe yaad abhi niche thi ceiling aari

Mujhko Bambai chahti

Aisi feeling aari

Mein nahi jhagde karra

Karra dealing khaali

Mere gaanon mein meaning nahi dill hai jaani

Jab nahi lagti puri thali

Tab life lagti puri kaali

Hum aaye hain andhere se ujaale tak

Tu nahi janta hai dil ko yeh sambhaale kab

Hum aaye hain andhere se ujaale tak

Tu nahi janta hai dil ko yeh sambhaale kab

Sunn, Music yeh drug

Chalte yahan haath

Chote nahi chalta luck

Feeling like winning yeh feeling hai tough

Nahi deta fuck

Aayi jab tsunami karra tha surf

Nahi chalta solo mein saath meri team

Saath karte win

Wish karte puri hum ban gaye the jin

Ban gaye the shayar

Main kill karta dill ke desires

Karna bas itna haqse dekhun sheessha

Mein mehfil mein rehke hi mehfil ko sikha

Beat pe mein cheetah

Jalaya dil usne kabhi nahi cheekha

Rooh pe tha chita

Aur mathe pe tika

Gully thi tedi par rasta tha siddha

Soch zara life meri kaise tu jeeta

Main chadta jab stage pe tab lagta tha sab kuch pass

Par jaani tu jaanta nahi kya mera raaz

Dardon se aati hai aisi aawaz

Yeh kahani aise ladke ki jo khaas

Hora nahi aaj kal hai kuch bhi aehsaas

Kya hai samjh, kya hai vikas

Kya hai vijay, kya hai vinash

Ek hi rooh kitne dimag

Ek hi badan, woh bhi hai laash

Mera bada bhai karta meko inspire bhot

Uski wajah se hi bhai tera kar paye shows

Hoti paapon ki bharpai roz

Sunvai court mein toh

Judge karta note

Pyaar nahi kiya log judge karte bahot

Sammohit ke music se fuck karte log

Lekin shaq karte jo

Unki hi baat karle note

Nahi bhailog ke takkar ke woh

Hum aaye hain andhere se ujaale tak

Tu nahi janta hai dil ko yeh sambhaale kab

Hum aaye hain andhere se ujaale tak

Tu nahi janta hai dil ko yeh sambhaale kab