🎵

Yaad

Album: Yaad Durasi: 3:10

Yaad ye teri mujhko sataaye

Aaja na banke baadal tu

Haal mera pagal nadiya sa

Mil jaana banke saagar tu

Aksar teri khushbu mere aas paas reh jaati hain

Har pal teri saansein mera ang ang mehkati hain

Banjaran saansein tera hi naam dohrati hain

Itni si dil ki araj hai piya

याद ये तेरी मुझको सताए

आजा ना बनके बादल तू

हाल मेरा पागल नदिया सा

मिल जाना बनके सागर तू

Yaad Ye Teri Yaad Ye Teri

Aana chale aana Saanson mein ghul jaana

Aana chale aana Saanson mein ghul jaana

Mera jo bhi tha wo Saara maine tere

Khwabon ke hawaale kar diya

Dil ki deewaron ko Likh ke maine tere

Naam se poora bhar diya

Tu jo saath rahe to lage khushiyan sabhi

Khud hi paas mere chali aayi hai

Tu hai mere dil ka sukoon Jism hai tu

Main hoon saaya tera

याद ये तेरी मुझको सताए

आजा ना बनके बादल तू

हाल मेरा पागल नदिया सा

मिल जाना बनके सागर तू

Yaad ye teri mujhko sataaye

Aaja na banke baadal tu

Haal mera pagal nadiya sa

Mil jaana banke saagar tu