🎵

Zainab Ko Ghazi

Album: Unknown Durasi: 5:31
[00:06.51]Haaye Zainab haaye haaye shaam x2,
[00:13.70]Haaye Zainab haaye haaye shaam x2,
[00:22.26]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab, x2
[00:26.93]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[00:41.65]Haatho se ya phir baalo se chehre ko chupaale shehzaadi,
[00:52.77]ye shaam sheher ki galiyan hai,
[00:56.93]dil thaam le aye aaqa zaadi fiza ne jab ye batlaaya, haye zainab,
[01:06.82]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[01:10.62]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[01:16.87]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[01:25.12]Maahol sharabi jab dekha baba ki wasiyat yaad aai,
[01:32.43]koi to mujhe chaadar laade hotho pe yehi fariyaad aai,
[01:40.07]jabb koi nahi chaadar laaya, haye zainab,
[01:46.28]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[01:51.15]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[01:56.76]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[02:04.93]Phir shaam ke logoun ne badla ajdaad ka yu zainab se liya,
[02:12.37]chaadar cheeni pather maare aur garm kabhi paani phainka,
[02:20.33]durra jo sakina ne khayaa, haye zainab,
[02:26.39]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[02:31.23]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[02:36.63]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[02:44.98]Abbas kaha hain aye zainab jab shimr hiqarat se bola,
[02:52.04]ghash khane lage sabb ahle haram kulsum pukari vavaila.,
[02:59.87]sajjad ko yasrab yaad aaya., haye zainab,
[03:06.11]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[03:10.83]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[03:16.18]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[03:24.56]Khamosh rahi aulaad e nabi karbal se yaha takk zulm saha,
[03:31.52]qooli ye manaadi karne laga ye kunba hai ek baghi ka,
[03:38.75]mazloom jo baaghi kehlaaya, haye zainab,
[03:44.33]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[03:49.50]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[03:55.50]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[04:04.23]Harr gaam naya ik zulm hua laachar musafir zainab per,
[04:11.18]zainab burrlaya zaalim ne naako ke kareeb naiza laakar,
[04:18.87]shabbir ka sarr jo dikhlaaya, haye zainab,
[04:24.71]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab,
[04:29.24]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[04:35.31]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[04:42.98]Farhan qayamat ka gham hai mazher ne likha hai kya nauha,
[04:50.87]shabbir bina abbas bina ye pehla safar tha zainab ka,
[04:58.63]Ju ju baazar qareeb aaya, haye zainab,
[05:04.69]zainab ko ghazi yaad aaya, haye zainab, x2
[05:23.79]🎵