🎵

Zukhaam

Album: Zukhaam Durasi: 2:23

Shaam dhal jaaye, hai thodasa zukhaam

Dard mitt jaaye, tu karna intezaam

Laut tu aaye aisa khwaab

O mera din bann jaaye aisa khwaab

Mujhe yaad na yaad na karne woh din

Kyu khamaka khamaka jiyu tere bin?

Mujhe yaad na yaad na karne woh din

Kyu khamaka khamaka jiyu tere bin?

Ooooooooo

Sab tham jaaye toh kaise hoga kaam

Mann bhar jaaye, tu haat mera thaam

Kyu ye sab hona tha

Akele din bhar phir rona tha

Mujhe yaad na yaad na karne woh din

Kyu khamaka khamaka jiyu tere bin?

Mujhe yaad na yaad na karne woh din

Kyu khamaka khamaka jiyu tere bin?

Mujhe yaad na yaad na karne woh din

Kyu khamaka khamaka jiyu tere bin?

Aaaaoooooooo

Haan

Meri raatein bigad gayi

Jabse teri yaadein bikhar gayi

Haan

Meri raatein bigad gayi

Meri raatein bigad gayi

HAAAAAAAAAAAN

Meri raatein bigad gayi

Jabse teri yaadein bikhar gayi

Haan

Meri raatein bigad gayi

Meri raatein bigad gayiiiiiiiii

Meri raatein bigad gayi