🎵

Gulaabi

Album: Gulaabi Durasi: 3:00
[00:12.90]Aankhon ka kya hai
[00:15.57]Do se chaar ho jaengi
[00:19.08]Baaton ka kya hai
[00:21.51]Din se raat ho jaegi
[00:24.77]Saanson ka kya hai
[00:27.40]Ek din ruk jaani hain
[00:30.75]In baadalon si Apni ye kahani hai
[00:48.94]In jugnuon sa
[00:51.35]Mujhko jagmagana hai
[00:55.17]Teri baazuon mie dhalkar doob jana hai
[01:01.17]Sang tere baarishon mie bheeg jana hai
[01:07.14]Tu hi meri khushi
[01:09.87]Mera thikana hai
[01:13.17]Hokar Khafa na
[01:15.58]Rahein hum kabhi
[01:18.73]Khula aasmaan ho
[01:21.43]Aur gulaabi ho zameen
[01:24.88]Haathon mie haath ho aur na ho koi bhi
[01:30.86]Bas tera sath ho aur gulaabi ho zameen
[01:49.12]Guzre gamon ko
[01:51.47]Mujhko bhul jana hai
[01:54.92]Gairon ki bheed se
[01:57.56]Mujhko door jana hai
[02:00.60]In khushbuon se
[02:03.67]Ek ghar sajana hai
[02:06.83]Tu hi meri Zameen
[02:09.66]Mera zamana hai
[02:13.16]Hokar Juda na
[02:15.51]Rahein hum kabhi
[02:18.79]Khula aasmaan ho
[02:21.73]Aur gulaabi ho zameen
[02:24.72]Baaton mie Baat ho aur na ho koi bhi
[02:30.77]Bas tera sath ho aur gulaabi ho zameen
[02:37.62]Ooooo
[02:39.53]Gulaabi ho zameen
[02:42.74]Ooooo
[02:45.63]Gulaabi ho zameen
[02:49.09]Saanson mein Saans ho
[02:51.69]Aur gulaabi ho zameen
[02:54.59]🎵