🎵
[00:06.74]Hello, Hindustan ka Dehradun?
[00:10.59]Hello, main Rangoon se bol raha hoon
[00:13.56]Main apni biwi Renuka Devi se
[00:15.64]Baat karna chahta hoon, haan-haan
[00:18.19]🎵
[00:27.18]Mere piya, oh, mere piya gaye Rangoon
[00:31.38]Kiya hai wahan se telephone
[00:34.46]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[00:40.77]Jiya mein aag lagaati hai
[00:44.67]Mere piya gaye Rangoon
[00:47.36]Kiya hai wahan se telephone
[00:50.47]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[00:56.53]Jiya mein aag lagaati hai
[00:59.77]🎵
[01:08.50]Hum chhod ke Hindustan bahut pachhtaye, bahut pachhtaye
[01:14.53]Hum chhod ke Hindustan bahut pachhtaye, bahut pachhtaye
[01:20.85]Hui bhool jo tumko saath na lekar aaye
[01:25.65]Hui bhool jo tumko saath na lekar aaye
[01:30.38]Hum Burma ki galiyon mein aur tum ho Dehradun
[01:36.13]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[01:42.32]Jiya mein aag lagaati hai
[01:45.95]Mere piya gaye Rangoon
[01:48.70]Kiya hai wahan se telephone
[01:51.69]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[01:58.17]Jiya mein aag lagaati hai
[02:01.21]🎵
[02:14.42]Meri bhookh-pyaas bhi kho gayi gham ke maare, gham ke maare
[02:20.73]Meri bhookh-pyaas bhi kho gayi gham ke maare, gham ke maare
[02:27.22]Main adhmui si ho gayi gham ke maare
[02:31.82]Main adhmui si ho gayi gham ke maare
[02:36.69]Tum bin, saajan, January, February ban gaye May aur June
[02:42.51]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[02:48.83]Jiya mein aag lagaati hai
[02:52.47]Mere piya gaye Rangoon
[02:55.16]Kiya hai wahan se telephone
[02:58.32]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[03:04.63]Jiya mein aag lagaati hai
[03:08.16]🎵
[03:20.99]Aji tumse bichhad ke ho gaye hum sanyaasi, hum sanyaasi
[03:27.30]Aji tumse bichhad ke...
[03:30.91]Tumse bichhad ke ho gaye hum sanyaasi, hum sanyaasi
[03:37.14]Kha lete hain jo mil jaye, rookhi, sookhi, baasi
[03:43.57]Kha lete hain jo mil jaye, rookhi, sookhi, baasi
[03:49.56]Aji lungi baandh ke karein guzaara, bhool gaye patloon
[03:55.30]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[04:01.62]Jiya mein aag lagaati hai
[04:05.19]Mere piya gaye Rangoon
[04:08.08]Kiya hai wahan se telephone
[04:11.37]Tumhari yaad sataati hai, tumhari yaad sataati hai
[04:17.53]Jiya mein aag lagaati hai
[04:20.63]🎵